दिल पुकारे, आरे आरे आरे, अभी ना जा मेरे साथी
रफ़ी: दिल पुकारे, आरे आरे आरे - 2
अभी ना जा मेरे साथी
दिल पुकारे, आरे आरे आरे
लता: ओ… अभी ना जा मेरे साथी
दोनो: दिल पुकारे आरे आरे आरे
रफ़ी: बरसों बीते दिल पे काबू पाते
हम तो हारे तुम ही कुछ समझाते
लता: समझाती मैं तुमको लाखों अरमां
खो जाते हैं लब तक आते आते
रफ़ी: ओ… पूछो ना कितनी, बातें पड़ी हैं
दिल में हमारे
दिल पुकारे, आरे आरे आरे
लता: ओ… अभी ना जा मेरे साथी
दोनो: दिल पुकारे आरे आरे आरे
लता: पाके तुमको है कैसी मतवाली
आँखें मेरी बिन काजल के काली
रफ़ी: जीवन अपना मैं भी रंगीन कर लूँ
मिल जाये जो इन होठों की लाली
लता: ओ… जो भी है अपना, लायी हूँ सब कुछ
पास तुम्हारे
दिल पुकारे, आरे आरे आरे
रफ़ी: ओ… अभी ना जा मेरे साथी
दोनो: दिल पुकारे आरे आरे आरे
रफ़ी: महका महका आँचल हल्के हल्के
रह जाती हो क्यों पल्कों से मलके
लता: जैसे सूरज बन कर आये हो तुम
चल दोगे फिर दिन के ढलते ढलते
रफ़ी: ओ… आज कहो तो मोड़ दूं बढ़के
वक़्त के धारे
दिल पुकारे, आरे आरे आरे
लता: ओ… अभी ना जा मेरे साथी
दोनो: दिल पुकारे आरे आरे आरे
अभी ना जा मेरे साथी
दिल पुकारे आरे आरे आरे…
rafī: dil pukāre, āre āre āre - 2
abhī nā jā mere sāthī
dil pukāre, āre āre āre
latā: o… abhī nā jā mere sāthī
dono: dil pukāre āre āre āre
rafī: barsoṅ bīte dil pe kābū pāte
ham to hāre tum hī kuchh samjhāte
latā: samjhātī maiṅ tumko lākhoṅ armāṅ
kho jāte haiṅ lab tak āte āte
rafī: o… pūchho nā kitnī, bāteṅ paṛī haiṅ
dil meṅ hamāre
dil pukāre, āre āre āre
latā: o… abhī nā jā mere sāthī
dono: dil pukāre āre āre āre
latā: pāke tumko hai kaisī matvālī
āṇkheṅ merī bin kājal ke kālī
rafī: jīvan apnā maiṅ bhī raṅgīn kar lūṇ
mil jāye jo in hoṭhoṅ kī lālī
latā: o… jo bhī hai apnā, lāyī hūṇ sab kuchh
pās tumhāre
dil pukāre, āre āre āre
rafī: o… abhī nā jā mere sāthī
dono: dil pukāre āre āre āre
rafī: mahkā mahkā āṇchal halke halke
rah jātī ho kyoṅ palkoṅ se malke
latā: jaise sūraj ban kar āye ho tum
chal doge phir din ke ḍhalte ḍhalte
rafī: o… āj kaho to moṛ dūṅ baṛhke
vaqt ke dhāre
dil pukāre, āre āre āre
latā: o… abhī nā jā mere sāthī
dono: dil pukāre āre āre āre
abhī nā jā mere sāthī
dil pukāre āre āre āre…