Dil Ke Jharokhe Mein

दिल के झरोखे में तुझको बिठाकर्
Year
Language

दिल के झरोखे में तुझको बिठाकर
यादों को तेरी मैं दुल्हन बनाकर
रखूँगा मैं दिल के पास, मत हो मेरी जाँ उदास

कल तेरे जलवे पराये भी होंगे,
लेकिन झलक मेरे ख्वाबों में होंगे
फूलों की डोली में होगी तू रुखसत,
लेकिन महक मेरी सांसों में होगी
दिल के झरोखे में …

अब भी तेरे सुर्ख होठों के प्याले,
मेरे तसव्वुर में साक़ी बने हैं
अब भी तेरी ज़ुल्फ़ के मस्त साये,
बिरहा की धूप में साथी बने हैं
दिल के झरोखे में …

मेरी मुहब्बत को ठुकरा दे चाहे,
मैं कोई तुझसे ना शिकवा करुंगा
आँखों में रहती हैं तस्वीर तेरी,
सारी उमर तेरी पूजा करुंगा
दिल के झरोखे में …

dil ke jharokhe meṅ tujhko biṭhākar
yādoṅ ko terī maiṅ dulhan banākar
rakhūṇgā maiṅ dil ke pās, mat ho merī jāṇ udās

kal tere jalve parāye bhī hoṅge,
lekin jhalak mere khvāboṅ meṅ hoṅge
phūloṅ kī ḍolī meṅ hogī tū rukhasat,
lekin mahak merī sāṅsoṅ meṅ hogī
dil ke jharokhe meṅ …

ab bhī tere surkh hoṭhoṅ ke pyāle,
mere tasavvur meṅ sāqī bane haiṅ
ab bhī terī zulf ke mast sāye,
birhā kī dhūp meṅ sāthī bane haiṅ
dil ke jharokhe meṅ …

merī muhabbat ko ṭhukrā de chāhe,
maiṅ koī tujhse nā śhikvā karuṅgā
āṇkhoṅ meṅ rahtī haiṅ tasvīr terī,
sārī umar terī pūjā karuṅgā
dil ke jharokhe meṅ …