Dil to hai dil, dil kaa aitbaar kyaa kijie

दिल तो है दिल, दिल का ऐतबार क्या किजिए
Year
Language

दिल तो है दिल, दिल का ऐतबार क्या किजिए
आ गया जो किसी पे प्यार क्या किजिए

यादों में तेरी खोयी, रातों को मैं ना सोयी
हालत ये मेरे मन की जाने ना जाने कोई
बरसो हैं तरसी आँखे, जागी हैं प्यासी रातें
आयी हैं आते आते होठों पे दिल की बातें
प्यार में तेरे दिल का मेरे कुछ भी हो अंजाम
बेकरारी में है करार क्या किजिए

छाये हैं मन पे मेरे, मदहोश नैना तेरे
घेरे हैं तन को मेरे, तेरी बाहों के घेरे
दूरी सही ना जाये, चैन कही ना आये
चलना है अब तो तेरी पलकों के साये साये
बस ना चले रे, शाम सवेरे ले के तेरा नाम
दिल धड़कता है बार बार क्या किजिए

dil to hai dil, dil kā aitbār kyā kijie
ā gayā jo kisī pe pyār kyā kijie

yādoṅ meṅ terī khoyī, rātoṅ ko maiṅ nā soyī
hālat ye mere man kī jāne nā jāne koī
barso haiṅ tarsī āṇkhe, jāgī haiṅ pyāsī rāteṅ
āyī haiṅ āte āte hoṭhoṅ pe dil kī bāteṅ
pyār meṅ tere dil kā mere kuchh bhī ho aṅjām
bekrārī meṅ hai karār kyā kijie

chhāye haiṅ man pe mere, madhośh nainā tere
ghere haiṅ tan ko mere, terī bāhoṅ ke ghere
dūrī sahī nā jāye, chain kahī nā āye
chalnā hai ab to terī palkoṅ ke sāye sāye
bas nā chale re, śhām savere le ke terā nām
dil dhaṛaktā hai bār bār kyā kijie