ढलती जाए रात, कह ले दिल की बात
ढलती जाए रात, कह ले दिल की बात
शम्मा परवाने का न होगा फिर साथ
मस्त नज़ारें, चाँद सितारें, रात के मेहमाँ हैं ये सारे
उठ जाएगी शब की महफ़िल, नूर-ए-सहर के सुन के नक्कारे
हो ना हो दुबारा मुलाकात
नींद के बस में खोई खोई, कुल दुनिया है सोयी सोयी
ऐसे में भी जाग रहा है, हम तुम जैसा कोई कोई
क्या हसीं है तारों की बारात
जो भी निगाहें चार है करता, उस पे जमाना वार है करता
राह-ए-वफ़ा का बन के राही, फिर भी तुम्हें दिल प्यार है करता
बैठा ना हो ले के कोई घात
ḍhaltī jāe rāt, kah le dil kī bāt
śhammā parvāne kā na hogā phir sāth
mast nazāreṅ, chāṇd sitāreṅ, rāt ke mehmāṇ haiṅ ye sāre
uṭh jāegī śhab kī mahafil, nūr-e-sahar ke sun ke nakkāre
ho nā ho dubārā mulākāt
nīṅd ke bas meṅ khoī khoī, kul duniyā hai soyī soyī
aise meṅ bhī jāg rahā hai, ham tum jaisā koī koī
kyā hasīṅ hai tāroṅ kī bārāt
jo bhī nigāheṅ chār hai kartā, us pe jamānā vār hai kartā
rāh-e-vafā kā ban ke rāhī, phir bhī tumheṅ dil pyār hai kartā
baiṭhā nā ho le ke koī ghāt