nazar lage nā sāthiyoṅ are ho o o o ho o o o
āj bharī mahafil, merā kahīṅ ḍol na jāye dil
in gorī gorī memoṅ kā
habā babā babābā
ham to dhakke khā baiṭeh ab tum kyā khāne āye
o bāt karo kuchh khetoṅ kī tum jahāṇ se hoke āye
yahāṇ to pal pal dhuṇe ke māre dam bhī ghuṭtā jāye
āo āo
hameṅ pilāo
soe huoṅ ko zarā jagāo
khāo piyo mauj manāo maukā phir nahīṅ ānā
ore lānā, oye āj bharī mahafil …
dil vāloṅ se milnā ho to bandā hī kī dariyā
vahāṇ vo jīvan sāthi hai yahāṇ roz nayā sāṇvriyā
ye bhī ṭhīk hai, vo bhī ṭhīk hai, apnā apnā nazriyā
lāj nahīṅ hai, nā hai āṇchal
roz baras ke uṛ jātā hai
ye angrezī husn kā jādū
are do pāṭan ke bīch meṅ yāroṅ sābut bachā na koy
kyoṅ roye ho āj bharī mahafil …