ham aur tum, tum aur ham
khuśh haiṅ yūṇ āj mil ke
jaise kisī saṅgam par, mil jāe do nadiyāṇ
tanhā bahte, bahte
mūḍ ke kyoṅ dekhe, pīchhe chāhe kuchh bhī ho
chalte hī jāe, nayī maṅjhīloṅ ko
raste āsān hai, nahīṅ āj ham do
tū merī bāhoṅ meṅ, maiṅ terī bāhoṅ meṅ
lahrāe rāhoṅ meṅ, chal jhūmte
julphoṅ ko khilne do, sāṇsoṅ ko ghulne do
dil se dil tulne do
dīvāne ho jāe, kohre meṅ kho jāe
mil ke yūṇ so jāe
jaise kisī parbat par, mil jāe do bādal
tanhā uṛte, uṛte