चुपके से कोई आएगा ... मैने क्यूं प्यार किया
चुपके से कोई आएगा फिर मेरी नींद चुराएगा
फिर सारी रात जगाएगा ये सोच के दिल घबराए मेरा हो
ओ मैने क्यूं प्यार किया ये दिल बेकरार किया
साँसों में अजब सी प्यास जगे
दिल को जो कोई अपना सा लगे
देखे ये ज़माना प्यार मेरा
सच होता कोई सपना सा लगे
न जाने क्या चाहत है
ये दिल की जो हालत है
गुज़रती है मुझपे क्या कैसे कहूं
इकरार भी मुश्किल होने लगा
इन्कार भी मुश्किल होने लगा
अब चैन भी मेरा खोने लगा
ये सोच के दिल घबराए मेरा हो
ओ मैने क्यूं प्यार किया
ये दिल बेकरार किया
इस दिल में छुपा तूफ़ान कोई
निकला न मेरा अरमान कोई
इक पल भी मुझे आराम नहीं
ये जान के है अन्जान कोई
दीवानी मैं हो जाऊं
के यादों में खो जाऊं
मचलता है दिल मेरा मैं क्या करूं
बेताब सी लगती हर धड़कन
कब सुलझेगी आखिर ये उलझन
कहीं जान न ले ये पागलपन
ये सोच के दिल घबराए मेरा हो
ओ तेरी मेरी यारी पे …
chupke se koī āegā phir merī nīṅd churāegā
phir sārī rāt jagāegā ye soch ke dil ghabrāe merā ho
o maine kyūṅ pyār kiyā ye dil bekrār kiyā
sāṇsoṅ meṅ ajab sī pyās jage
dil ko jo koī apnā sā lage
dekhe ye zamānā pyār merā
sach hotā koī sapnā sā lage
na jāne kyā chāhat hai
ye dil kī jo hālat hai
guzartī hai mujhpe kyā kaise kahūṅ
ikrār bhī muśhkil hone lagā
inkār bhī muśhkil hone lagā
ab chain bhī merā khone lagā
ye soch ke dil ghabrāe merā ho
o maine kyūṅ pyār kiyā
ye dil bekrār kiyā
is dil meṅ chhupā tūfān koī
niklā na merā armān koī
ik pal bhī mujhe ārām nahīṅ
ye jān ke hai anjān koī
dīvānī maiṅ ho jāūṅ
ke yādoṅ meṅ kho jāūṅ
machaltā hai dil merā maiṅ kyā karūṅ
betāb sī lagtī har dhaṛkan
kab suljhegī ākhir ye uljhan
kahīṅ jān na le ye pāgalpan
ye soch ke dil ghabrāe merā ho
o terī merī yārī pe …