Chhotaa saa man hai, man men sanam hai

छोटा सा मन है, मन में सनम है
Year
Language

छोटा सा मन है, मन में सनम है
सनम इक ख़्वाब है, ख़्वाब है, बस ख़्वाब है
क्या यही इश्क़ है, क्या यही इश्क़ है
इश्क़ इक बहता दरिया, जो कभी ना थमा
इश्क़ इक ऐसा सपना, जो न हासिल हुआ
गर इश्क़ है खुदा तो खुदा दर्द देता है क्यों
इश्क़ इश्क़ ये इश्क़ इश्क़ है, क्या यही है इश्क़ इश्क़
छोटा सा मन है, मन में सनम है
आँखों में जो सपना था, लगता कितना अपना था
दिल की नगरी में रहता था, साँसों में फूलों सा खिलता था
छोटा सा मन है, मन में सनम है
इश्क़ पत्ता पतझड़ का जो कहीं ना टिका
इश्क़ आँसू आँखों का जो रुकाये ना रुका
गर इश्क़ है खुदा तो खुदा दर्द देता है क्यों
इश्क़ इश्क़ ये इश्क़ इश्क़ है, क्या यही है इश्क़ इश्क़
छोटा सा मन है, मन में सनम है
ये ज़िंदगी कल तेरे नाम थी, खुशी का पैगाम थी
आज न तू है ना तेरा साथ है, तेरा छोड़ा हुआ हर लम्हा पास है
छोटा सा मन है, मन में सनम है

chhoṭā sā man hai, man meṅ sanam hai
sanam ik khvāb hai, khvāb hai, bas khvāb hai
kyā yahī iśhq hai, kyā yahī iśhq hai
iśhq ik bahtā dariyā, jo kabhī nā thamā
iśhq ik aisā sapnā, jo na hāsil huā
gar iśhq hai khudā to khudā dard detā hai kyoṅ
iśhq iśhq ye iśhq iśhq hai, kyā yahī hai iśhq iśhq
chhoṭā sā man hai, man meṅ sanam hai
āṇkhoṅ meṅ jo sapnā thā, lagtā kitnā apnā thā
dil kī nagrī meṅ rahtā thā, sāṇsoṅ meṅ phūloṅ sā khiltā thā
chhoṭā sā man hai, man meṅ sanam hai
iśhq pattā patjhaṛ kā jo kahīṅ nā ṭikā
iśhq āṇsū āṇkhoṅ kā jo rukāye nā rukā
gar iśhq hai khudā to khudā dard detā hai kyoṅ
iśhq iśhq ye iśhq iśhq hai, kyā yahī hai iśhq iśhq
chhoṭā sā man hai, man meṅ sanam hai
ye ziṅdgī kal tere nām thī, khuśhī kā paigām thī
āj na tū hai nā terā sāth hai, terā chhoṛā huā har lamhā pās hai
chhoṭā sā man hai, man meṅ sanam hai