Chham chham nachat aayi bahar

छम छम नाचत आई बहार्
Work
Year
Language

छम छम नाचत आई बहार - 2
पाट पाट ने ली अन्गड़ाई
झूम रही है डार डार
छम छम नाचत आई बहार - 2

(महक रही है फुलवारी
निखरी क्‌यारी क्‌यारी ) - 2
फूल फूल पर जोबन आया
कली कली ने किया सिंगार
छम छम नाचत आई बहार - 2

(मन मतवारा डोले
जाने क्‌या क्‌या बोले ) - 2
नई नवेली आशा जागी
झूमत मनवा बार बार
छम छम नाचत आई बहार - 2

chham chham nāchat āī bahār - 2
pāṭ pāṭ ne lī angaṛāī
jhūm rahī hai ḍār ḍār
chham chham nāchat āī bahār - 2

(mahak rahī hai phulvārī
nikhrī k‌yārī k‌yārī ) - 2
phūl phūl par joban āyā
kalī kalī ne kiyā siṅgār
chham chham nāchat āī bahār - 2

(man matvārā ḍole
jāne k‌yā k‌yā bole ) - 2
naī navelī āśhā jāgī
jhūmat manvā bār bār
chham chham nāchat āī bahār - 2