चन्द रोज़ और मेरी जां चन्द रोज़
तेरे ग़म के दिन, मेरे ग़म के दिन
चले जायेंगे, कहा मान चन्द रोज़
आँसू अभी ज़रा और है पीना
कुछ दिन इसी तरह और है जीना
ज़्यादा नहीं, मेरे हसीं
रहना होगा परेशान चन्द रोज़
फिर जिंदगी होगी प्यार की खातिर
मरना जीना होगा यार की खातिर
होगा जान-ए-मन अपना मिलन
दिल मे अभी ये अरमान चन्द रोज़
मैं अभी माँग तेरी भर ना सकूँगा
रुसवाई मैं तेरी कर ना सकूँगा
हाथ खुल जाए, दाग धूल जाए
फिर ये हवा है मेहमान चन्द रोज़
चन्द रोज़ और मेरी जान चन्द रोज़
Work
Year
Language
chand roz aur merī jāṅ chand roz
tere ġham ke din, mere ġham ke din
chale jāyeṅge, kahā mān chand roz
āṇsū abhī zarā aur hai pīnā
kuchh din isī tarah aur hai jīnā
zyādā nahīṅ, mere hasīṅ
rahnā hogā pareśhān chand roz
phir jiṅdgī hogī pyār kī khātir
marnā jīnā hogā yār kī khātir
hogā jān-e-man apnā milan
dil me abhī ye armān chand roz
maiṅ abhī māṇg terī bhar nā sakūṇgā
rusvāī maiṅ terī kar nā sakūṇgā
hāth khul jāe, dāg dhūl jāe
phir ye havā hai mehmān chand roz