चाँदी जैसा रंग है तेरा सोने जैसे बाल
चाँदी जैसा रंग है तेरा सोने जैसे बाल
एक तूही धनवान है गोरी बाकी सब कंगाल
जिस रस्ते से तू गुज़रे वो फूलों से भर जाये
तेरे पैर की कोमल आहट सोते भाग जगाये
जो पत्थर छू ले गोरी तू वो हीरा बन जाये
तू जिसको मिल जाए वो, हो जाये मालामाल
एक तूही धनवान है गोरी, बाकी सब कंगाल
जो बे-रंग हो उस पर क्या क्या रंग जमाते लोग
तू नादान ना जाने कैसे रूप चुराते लोग
नज़रें भर भर देखें तुझको आते जाते लोग
छैल छबीली रानी थोडा घूँघट और निकाल
एक तूही धनवान है गोरी बाकी सब कंगाल
धनक घटा कलियाँ और तारे सब हैं तेरा रूप
गजलें हों या गीत हों मेरे सब में तेरा रूप
यूँही चमकती रहे हमेशा तेरे हुस्न की धूंप
तुझे नज़र ना लगे किसी की, जिये हज़ारों साल
एक तूही धनवान है गोरी बाकी सब कंगाल
chāṇdī jaisā raṅg hai terā sone jaise bāl
ek tūhī dhanvān hai gorī bākī sab kaṅgāl
jis raste se tū guzre vo phūloṅ se bhar jāye
tere pair kī komal āhaṭ sote bhāg jagāye
jo patthar chhū le gorī tū vo hīrā ban jāye
tū jisko mil jāe vo, ho jāye mālāmāl
ek tūhī dhanvān hai gorī, bākī sab kaṅgāl
jo be-raṅg ho us par kyā kyā raṅg jamāte log
tū nādān nā jāne kaise rūp churāte log
nazreṅ bhar bhar dekheṅ tujhko āte jāte log
chhail chhabīlī rānī thoḍā ghūṇghaṭ aur nikāl
ek tūhī dhanvān hai gorī bākī sab kaṅgāl
dhanak ghaṭā kaliyāṇ aur tāre sab haiṅ terā rūp
gajleṅ hoṅ yā gīt hoṅ mere sab meṅ terā rūp
yūṇhī chamaktī rahe hameśhā tere husn kī dhūṅp
tujhe nazar nā lage kisī kī, jiye hazāroṅ sāl
ek tūhī dhanvān hai gorī bākī sab kaṅgāl