Chaand too yahaan hai aur chaand too vahaan

चाँद तू यहाँ है और चाँद तू वहाँ
Year
Language

चाँद तू यहाँ है और चाँद तू वहाँ
इतना बस बता दे मुझे मन मेरा कहाँ, मन मेरा कहाँ

हाथ से निकल गया है मेरा भोला मन
आँखो में समा गया है किसका भोलापन
नींद नही आती मुझे रात है जवां, रात है जवां

बेकली बढी है, बढी कल की आस भी
चाँद मुझसे दूर चाँद दिल के पास भी
जाऊँगी खुशी से वहा दिल गया जहाँ, दिल गया जहाँ

बादलों की पालकी में चाँदनी चले, चाँदनी चले
मैने अभी देखी नही चाँद की गली, चाँद की गली
चाँद तू कहाँ मैं तेरी चाँदनी यहाँ, चाँदनी यहाँ

chāṇd tū yahāṇ hai aur chāṇd tū vahāṇ
itnā bas batā de mujhe man merā kahāṇ, man merā kahāṇ

hāth se nikal gayā hai merā bholā man
āṇkho meṅ samā gayā hai kiskā bholāpan
nīṅd nahī ātī mujhe rāt hai javāṅ, rāt hai javāṅ

beklī baḍhī hai, baḍhī kal kī ās bhī
chāṇd mujhse dūr chāṇd dil ke pās bhī
jāūṇgī khuśhī se vahā dil gayā jahāṇ, dil gayā jahāṇ

bādloṅ kī pālkī meṅ chāṇdnī chale, chāṇdnī chale
maine abhī dekhī nahī chāṇd kī galī, chāṇd kī galī
chāṇd tū kahāṇ maiṅ terī chāṇdnī yahāṇ, chāṇdnī yahāṇ