Chaand churaa ke laayaa hoon

चाँद चुरा के लाया हूँ
Work
Year
Language

कि: चाँद चुरा के लाया हूँ -2
चल बैठें church के पीछे
हो ना कोई देखे ना पहचाने
बैठें पेड़ के नीचे
अरे चल बैठें church …

ल: कल बापू जाग गए थे मेरी लाज की सोचो -2
कि: अरे जो होना था कल हुआ था
आज तो आज की सोचो
ल: जाग गए तो
कि: जागने दो
ल: अच्छा
कि: हाँ
ल: तो फिर चल बैठें church के पीछे
ओ चाँद चुरा के लाई हूँ -2
चल बैठें church …

कि: चल दरिया पर कश्ती ले चल दूर कहीं बह जाएँ -2
ल: हो ढूँढ ना पाएँ बस्ती वाले साहिल से कह जाएँ
कि: बोल दिया तो
ल: बोलने दो ना
कि: अच्छा
ल: हाँ
कि: तो फिर चल बैठें church …

ki: chāṇd churā ke lāyā hūṇ -2
chal baiṭheṅ church ke pīchhe
ho nā koī dekhe nā pahchāne
baiṭheṅ peṛ ke nīche
are chal baiṭheṅ church …

la: kal bāpū jāg gae the merī lāj kī socho -2
ki: are jo honā thā kal huā thā
āj to āj kī socho
la: jāg gae to
ki: jāgne do
la: achchhā
ki: hāṇ
la: to phir chal baiṭheṅ church ke pīchhe
o chāṇd churā ke lāī hūṇ -2
chal baiṭheṅ church …

ki: chal dariyā par kaśhtī le chal dūr kahīṅ bah jāeṇ -2
la: ho ḍhūṇḍh nā pāeṇ bastī vāle sāhil se kah jāeṇ
ki: bol diyā to
la: bolne do nā
ki: achchhā
la: hāṇ
ki: to phir chal baiṭheṅ church …