चाहत देस से आनेवाले ये तो बता के सनम कैसे हैं
दिलवालों की क्या हालत है, यार के मौसम कैसे हैं
क्या अब भी कोई बातों बातों में रोता है, हँस देता है
उस राह की खुशियाँ कैसी हैं, उन गलियों के ग़म कैसे हैं
क्या उसने हमारा नाम लिया, क्या उसने हमे कभी याद किया
क्या उसने कभी तुझसे पूछा किस हाल में हैं हम कैसे हैं
जुगनू शबनम तारें बनकर मेरे आँसू ढूंढ रहे हैं
आनेवाले तू ही बता दे मेरे हमदम कैसे हैं
चाहत देस से आनेवाले ये तो बता के सनम कैसे हैं
Work
Language
chāhat des se ānevāle ye to batā ke sanam kaise haiṅ
dilvāloṅ kī kyā hālat hai, yār ke mausam kaise haiṅ
kyā ab bhī koī bātoṅ bātoṅ meṅ rotā hai, hṇs detā hai
us rāh kī khuśhiyāṇ kaisī haiṅ, un galiyoṅ ke ġham kaise haiṅ
kyā usne hamārā nām liyā, kyā usne hame kabhī yād kiyā
kyā usne kabhī tujhse pūchhā kis hāl meṅ haiṅ ham kaise haiṅ
jugnū śhabnam tāreṅ bankar mere āṇsū ḍhūṅḍh rahe haiṅ
ānevāle tū hī batā de mere hamdam kaise haiṅ