Bindiyaa tarse, kajraa barse, aaye naa saajnaa

बिंदिया तरसे, कजरा बरसे, आये ना साजना
Year
Language

बिंदिया तरसे, कजरा बरसे, आये ना साजना
ढल गयी रैना, बुझ गई बाती, मैं खड़ी आँगना
मैं प्यासी पिया आवन की, कोयल सी बिन सावन की
भटकू रे साथी बिना
याद करूँ जब सुरतिया और जले भीगी अँखियाँ
कुछ मोहे सुझे ना
ढूंढ़ थकी सब द्वार गली, रात यूँ ही फिर बीत चली
आये पिया अजहूँ ना

biṅdiyā tarse, kajrā barse, āye nā sājnā
ḍhal gayī rainā, bujh gaī bātī, maiṅ khaṛī āṇgnā
maiṅ pyāsī piyā āvan kī, koyal sī bin sāvan kī
bhaṭkū re sāthī binā
yād karūṇ jab surtiyā aur jale bhīgī aṇkhiyāṇ
kuchh mohe sujhe nā
ḍhūṅṛh thakī sab dvār galī, rāt yūṇ hī phir bīt chalī
āye piyā ajhūṇ nā