Bhor bhaye panchhee dhun ye sunaaye

भोर भये पंछी धुन ये सुनाये
Work
Year
Language

भोर भये पंछी धुन ये सुनाए
जागो रे गयी ऋतु फिर नहीं आए
पनघट चली गाँव की हर गली जागी
गोरी कहीं और कहीं साँवली जागी
आँचल की छैय्या अपने सैंयाँ को बुलाए
मैं भी वहीं है जहाँ मोहना मेरा
मधुबन मेरा तो यहीं आँगना मेरा
ये दर ना छुटे चाहे दुनिया छुट जाए

bhor bhaye paṅchhī dhun ye sunāe
jāgo re gayī ṝtu phir nahīṅ āe
panghaṭ chalī gāṇv kī har galī jāgī
gorī kahīṅ aur kahīṅ sāṇvlī jāgī
āṇchal kī chhaiyyā apne saiṅyāṇ ko bulāe
maiṅ bhī vahīṅ hai jahāṇ mohnā merā
madhuban merā to yahīṅ āṇgnā merā
ye dar nā chhuṭe chāhe duniyā chhuṭ jāe