Title (Indic)रैन गयी अब हुआ सवेरा WorkBhakta Surdas Year1942 LanguageHindi Credits Role Artist Music Gyan Dutt Performer K.L. Saigal Writer D.N. Madhok LyricsHindiरैन गयी अब हुआ सवेरा याद तेरी ने घेरा है (2) रैन गयी अब हुआ सवेरा तुमसे नैन लगाके साजन (2) दुनिया से मुँह फेरा है रैन गयी अब हुआ सवेरा तुम तो दिल की धड़कन बनके दिल मे आके बैठ गये (2) इस घर को जो खो बैठा है (2) उस का कौन बसेरा है रैन गयी अब हुआ सवेरा मन के पँछी सोच-समझ ले वह जादू की नगरी है (2) सम्भल सम्भल कर घर आना नज़रों ने जाल बखेरा है रैन गयी अब हुआ सवेरा याद तेरी ने घेरा है रैन गयी अब हुआ सवेरा Englishrain gayī ab huā saverā yād terī ne gherā hai (2) rain gayī ab huā saverā tumse nain lagāke sājan (2) duniyā se muṇh pherā hai rain gayī ab huā saverā tum to dil kī dhaṛkan banke dil me āke baiṭh gaye (2) is ghar ko jo kho baiṭhā hai (2) us kā kaun baserā hai rain gayī ab huā saverā man ke pṇchhī soch-samajh le vah jādū kī nagrī hai (2) sambhal sambhal kar ghar ānā nazroṅ ne jāl bakherā hai rain gayī ab huā saverā yād terī ne gherā hai rain gayī ab huā saverā