(ye rākhī baṅdhan hai aisā -3
jaise chṇdā aur kiraṇ kā
jaisā badrī aur pavan kā
jaise dhartī aur gagan kā) -2
ye rākhī baṅdhan hai aisā -3
duniyā kī jitnī bahneṅ haiṅ
un sabkī śhraddhā hai ismeṅ
hai dharam karam bhaiyā kā ye
bahnā kī rakśhā ismeṅ hai
jaise subhadrā aur kiśhan kā
jaise badrī aur pavan kā
jaise dhartī aur gagan kā
ye rākhī baṅdhan …
ma: āj khuśhī ke din bhāī ke
bhar-bhar āe nainā -2
kadar bahan kī unse pūchho
jinkī nahīṅ hai bahnā
mol nahīṅ koī is baṅdhan kā
jaise badrī aur pavan kā
jaise dhartī aur gagan kā
ye rākhī baṅdhan hai aisā -3