बरसो रे, मेघा बरसो
मीठा है कोसा है, बारिश का बोसा है
जल-थल-चल-चल-चल-चल बहता चल
बरसो रे…
गीली गीली माटी, गीली माटी के
चल घरौंदे बनायेंगे रे
हरी भरी अंबी, अंबी की डाली
मिल के झूले झुलायेंगे रे
धन बैजू गजनी, हल जोते सबने
बैलों की घंटी बजी, और ताल लगे भरने
रे तैर के चली, मैं तो पार चली
पार वाले पर ले किनारे चली
बरसो रे…
काली काली रातें, काली रातों में
ये बदरवा बरस जायेगा
गली गली मुझको, मेघा ढूँढेगा
और गरज के पलट जायेगा
घर आँगन अंगना, और पानी का झरना
भूल न जाना मुझे, सब पूछेंगे वरना
रे बह के चली, मैं तो बह के चली
रे कहती चली, मैं तो कहके चली
बरसो रे…
बरसो रे, मेघा बरसो
Work
Year
Language
barso re, meghā barso
mīṭhā hai kosā hai, bāriśh kā bosā hai
jal-thal-chal-chal-chal-chal bahtā chal
barso re…
gīlī gīlī māṭī, gīlī māṭī ke
chal gharauṅde banāyeṅge re
harī bharī aṅbī, aṅbī kī ḍālī
mil ke jhūle jhulāyeṅge re
dhan baijū gajnī, hal jote sabne
bailoṅ kī ghaṅṭī bajī, aur tāl lage bharne
re tair ke chalī, maiṅ to pār chalī
pār vāle par le kināre chalī
barso re…
kālī kālī rāteṅ, kālī rātoṅ meṅ
ye badarvā baras jāyegā
galī galī mujhko, meghā ḍhūṇḍhegā
aur garaj ke palaṭ jāyegā
ghar āṇgan aṅgnā, aur pānī kā jharnā
bhūl na jānā mujhe, sab pūchheṅge varnā
re bah ke chalī, maiṅ to bah ke chalī
re kahtī chalī, maiṅ to kahke chalī
barso re…