Banvaaree re jeene kaa sahaaraa teraa naam re

बनवारी रे जीने का सहारा तेरा नाम रे
Year
Language

बनवारी रे, जीने का सहारा तेरा नाम रे
मुझे दुनियावालों से क्या काम रे

झूठी दुनिया, झूठे बंधन, झूठी है ये माया
झूठा साँस का आना जाना, झूठी है ये काया
यहाँ साचों तेरो नाम रे, बनवारी रे ...

रंग में तेरे रंग गयी गिरधर, छोड़ दिया जग सारा
बन गयी तेरे प्रेम की जोगन लेकर मन इकतारा
मुझे प्यारा तेरा धाम रे, बनवारी रे ...

दर्शन तेरा जिस दिन पाऊँ, हर चिंता मिट जाये
जीवन मेरा इन चरणों में आस की ज्योत जलाये
मेरी बाह पकड़ लो शाम रे, बनवारी रे ..

banvārī re, jīne kā sahārā terā nām re
mujhe duniyāvāloṅ se kyā kām re

jhūṭhī duniyā, jhūṭhe baṅdhan, jhūṭhī hai ye māyā
jhūṭhā sāṇs kā ānā jānā, jhūṭhī hai ye kāyā
yahāṇ sāchoṅ tero nām re, banvārī re ...

raṅg meṅ tere raṅg gayī girdhar, chhoṛ diyā jag sārā
ban gayī tere prem kī jogan lekar man iktārā
mujhe pyārā terā dhām re, banvārī re ...

darśhan terā jis din pāūṇ, har chiṅtā miṭ jāye
jīvan merā in charṇoṅ meṅ ās kī jyot jalāye
merī bāh pakaṛ lo śhām re, banvārī re ..