Bahut diyaa denevaale ne tujhko

बहुत दिया देनेवाले ने तुझको
Year
Language

बहुत दिया देनेवाले ने तुझको
आँचल ही न समाए तो क्या कीजे
बीत गए जैसे ये दिन रैना
बाकी भी कट जाए दुआ कीजे

जो भी दे दे मालिक तू कर ले कुबूल
कभी कभी काँटों में भी खिलते हैं फूल
वहाँ देर भले है, अंधेर नहीं
घबरा के यूँ मत गिला कीजे

देंगे दुख कब तक भरम के ये चोर
ढलेगी ये रात प्यारे फिर होगी भोर
कब रोके रुकी है समय की नदिया
घबरा के यूँ मत गिला कीजे

bahut diyā denevāle ne tujhko
āṇchal hī na samāe to kyā kīje
bīt gae jaise ye din rainā
bākī bhī kaṭ jāe duā kīje

jo bhī de de mālik tū kar le kubūl
kabhī kabhī kāṇṭoṅ meṅ bhī khilte haiṅ phūl
vahāṇ der bhale hai, aṅdher nahīṅ
ghabrā ke yūṇ mat gilā kīje

deṅge dukh kab tak bharam ke ye chor
ḍhalegī ye rāt pyāre phir hogī bhor
kab roke rukī hai samay kī nadiyā
ghabrā ke yūṇ mat gilā kīje