Baat niklegee to phir door talak jaayegee

बात निकलेगी तो फिर दूर तलक जायेगी
Work
Language

बात निकलेगी तो फिर दूर तलक जायेगी
लोग बेवजह उदासी का सबब पूछेंगे
ये भी पूछेंगे के तुम इतनी परेशान क्यों हो
उंगलियाँ उठेगी सूखे हुए बालों की तरफ

एक नजर देखेंगे गुजरे हुये सालों की तरफ
चूड़ियों पर भी के तंज किये जायेंगे
कापतें हाथों पर भी फिकरे कसे जायेंगे
लोग जालिम हैं हर इक बात का ताना देंगे
बातों बातों में मेरा जिक्र भी ले आयेंगे
उन की बातों का जरा सा भी असर मत लेना
वरना चेहरे के तासुर से समझ जायेंगे
चाहे कुछ भी हो सवालात ना करना उनसे
मेरे बारे में कोई बात ना करना उनसे

bāt niklegī to phir dūr talak jāyegī
log bevjah udāsī kā sabab pūchheṅge
ye bhī pūchheṅge ke tum itnī pareśhān kyoṅ ho
uṅgliyāṇ uṭhegī sūkhe hue bāloṅ kī taraph

ek najar dekheṅge gujre huye sāloṅ kī taraph
chūṛiyoṅ par bhī ke taṅj kiye jāyeṅge
kāpteṅ hāthoṅ par bhī phikre kase jāyeṅge
log jālim haiṅ har ik bāt kā tānā deṅge
bātoṅ bātoṅ meṅ merā jikr bhī le āyeṅge
un kī bātoṅ kā jarā sā bhī asar mat lenā
varnā chehre ke tāsur se samajh jāyeṅge
chāhe kuchh bhī ho savālāt nā karnā unse
mere bāre meṅ koī bāt nā karnā unse