अशआर मेरे यूँ तो ज़माने के लिए हैं
अशआर मेरे यूँ तो ज़माने के लिए हैं
कुछ शेर फकत उनको सुनाने के लिए हैं
अब ये भी नहीं ठीक के हर दर्द मिटा दे
कुछ दर्द कलेजें से लगाने के लिए हैं
आँखों में जो भर लोगे तो काँटों से चुभेंगे
ये ख्वाब तो पलकों पे सजाने के लिए हैं
देखूँ तेरे हाथों को तो लगता हैं तेरे हाथ
मंदिर फकत दिप जलाने के लिए हैं
सोचो तो बड़ी चीज़ हैं तहज़ीब बदन की
वरना तो बदन आग बुझाने के लिए हैं
ये इल्म का सौदा ये रिसालें ये किताबें
इक शख्स की यादों को भुलाने के लिए हैं
aśhaār mere yūṇ to zamāne ke lie haiṅ
kuchh śher phakat unko sunāne ke lie haiṅ
ab ye bhī nahīṅ ṭhīk ke har dard miṭā de
kuchh dard kalejeṅ se lagāne ke lie haiṅ
āṇkhoṅ meṅ jo bhar loge to kāṇṭoṅ se chubheṅge
ye khvāb to palkoṅ pe sajāne ke lie haiṅ
dekhūṇ tere hāthoṅ ko to lagtā haiṅ tere hāth
maṅdir phakat dip jalāne ke lie haiṅ
socho to baṛī chīz haiṅ tahazīb badan kī
varnā to badan āg bujhāne ke lie haiṅ
ye ilm kā saudā ye risāleṅ ye kitābeṅ
ik śhakhs kī yādoṅ ko bhulāne ke lie haiṅ