Apnee aag ko zindaa rakhnaa kitnaa mushkil hai

अपनी आग को ज़िंदा रखना कितना मुश्किल है
Work
Language

अपनी आग को ज़िंदा रखना कितना मुश्किल है
पत्थर बीच आईना रखना कितना मुश्किल है

कितना आसान है तस्वीर बनाना औरों की
ख़ुद को पस-ए-आईना रखना कितना मुश्किल है

तुमने मंदिर देखे होंगे ये मेरा आँगन है
एक दीया भी जलता रखना कितना मुश्किल है

चुल्लू में हो दर्द का दरिया ध्यान में उसके होंठ
यूँ भी खुद को प्यासा रखना कितना मुश्किल है

apnī āg ko ziṅdā rakhnā kitnā muśhkil hai
patthar bīch āīnā rakhnā kitnā muśhkil hai

kitnā āsān hai tasvīr banānā auroṅ kī
khud ko pas-e-āīnā rakhnā kitnā muśhkil hai

tumne maṅdir dekhe hoṅge ye merā āṇgan hai
ek dīyā bhī jaltā rakhnā kitnā muśhkil hai

chullū meṅ ho dard kā dariyā dhyān meṅ uske hoṅṭh
yūṇ bhī khud ko pyāsā rakhnā kitnā muśhkil hai