Title (Indic)पल भर ही की पहचान में परदेसी सनम से WorkAnuraag Year1956 LanguageHindi Credits Role Artist Music Mukesh Writer Indivar LyricsHindiपल भर ही की पहचान में परदेसी सनम से लगता है कि हम जानते हों जनम जनम से निगाहें चौंकी दिल किसी दूसरी दुनिया में खो गया किसे देखा है कि ज़िंदगी से मुझे प्यार हो गया किस ने महका दिया है आ के राहों को मेरी राहों के भाग जाग गये किस के कदम से लगता है कि … किसी जीवन में सही तुम से मेरी प्रीत रही जो प्रीत भूल गये आज लगते हैं नये अहसान है क़िसमत का मिला आँसु-ए-ग़म से लगता है कि … ज़रा शरमाना और मुस्काना है निशानी प्यार की बिना बोले ही नैन कह देते हैं कहानी प्यार की जिस ने दिल हार दिया उस ने जग जीत लिया दिल दे मिला क्या न कहा जायेगा हम से लगता है कि … Englishpal bhar hī kī pahchān meṅ pardesī sanam se lagtā hai ki ham jānte hoṅ janam janam se nigāheṅ chauṅkī dil kisī dūsrī duniyā meṅ kho gayā kise dekhā hai ki ziṅdgī se mujhe pyār ho gayā kis ne mahkā diyā hai ā ke rāhoṅ ko merī rāhoṅ ke bhāg jāg gaye kis ke kadam se lagtā hai ki … kisī jīvan meṅ sahī tum se merī prīt rahī jo prīt bhūl gaye āj lagte haiṅ naye ahsān hai qismat kā milā āṇsu-e-ġham se lagtā hai ki … zarā śharmānā aur muskānā hai niśhānī pyār kī binā bole hī nain kah dete haiṅ kahānī pyār kī jis ne dil hār diyā us ne jag jīt liyā dil de milā kyā na kahā jāyegā ham se lagtā hai ki …