Title (Indic)है इसी में प्यार की आबरू, वो जफ़ा करें मैं वफ़ा करूँ WorkAnpadh Year1962 LanguageHindi Credits Role Artist Music Madan Mohan Performer Lata Mangeshkar Writer Raja Mehdi Ali Khan LyricsHindiहै इसी में प्यार की आबरू वो ज़फ़ा करें मैं वफ़ा करूँ जो वफ़ा भी काम न आ सके तो वोही कहें के मैं क्या करूँ है इसी … (मुझे ग़म भी उनका अज़ीज़ है के उन्हीं की दी हुई चीज़ है ) - (2) के उन्हीं की दी हुई चीज़ है यही ग़म है अब मेरी ज़िंदगी इसे कैसे दिल से जुदा करूँ है इसी … (जो न बन सके मैं वो बात हूँ जो न खत्म हो मैं वो रात हूँ ) - (2) जो न खत्म हो मैं वो रात हूँ ये लिखा है मेरे नसीब में यूँही शम्मा बनके जला करूँ है इसी … (न किसी के दिल की हूँ आरज़ू न किसी की नज़र की हूँ जुस्तजू ) - (2) न किसी की नज़र की हूँ जुस्तजू मैं वो फूल हूँ जो उदास हो न बहार आए तो क्या करूँ है इसी … Englishhai isī meṅ pyār kī ābrū vo zafā kareṅ maiṅ vafā karūṇ jo vafā bhī kām na ā sake to vohī kaheṅ ke maiṅ kyā karūṇ hai isī … (mujhe ġham bhī unkā azīz hai ke unhīṅ kī dī huī chīz hai ) - (2) ke unhīṅ kī dī huī chīz hai yahī ġham hai ab merī ziṅdgī ise kaise dil se judā karūṇ hai isī … (jo na ban sake maiṅ vo bāt hūṇ jo na khatm ho maiṅ vo rāt hūṇ ) - (2) jo na khatm ho maiṅ vo rāt hūṇ ye likhā hai mere nasīb meṅ yūṇhī śhammā banke jalā karūṇ hai isī … (na kisī ke dil kī hūṇ ārazū na kisī kī nazar kī hūṇ justjū ) - (2) na kisī kī nazar kī hūṇ justjū maiṅ vo phūl hūṇ jo udās ho na bahār āe to kyā karūṇ hai isī …