पागल मुझे बना गया है सीटी बजा के
पागल मुझे बना गया है सीटी बजा के
चक्कर कोई चला गया है सीटी बजा के
सोई थी मैं जगा गया है सीटी बजा के
नींदें मेरी उड़ा गया है सीटी बजा के
पागल मुझे बना गई है सीटी बजा के
चक्कर कोई चला गई है सीटी बजा के
सोया था मैं जगा गई है सीटी बजा के
नींदें मेरी उड़ा गई है सीटी बजा के
पागल मुझे बना …
मस्ती से भरी तू मस्त बड़ी
तेरी ज़ुल्फ़ खुली खुश्बू सी उड़ी
जब आँख लड़ी इक जंग छिड़ी
तू ज़िद पे अड़ी ज़िद्दी है बड़ी
मैं उड़ती पवन सावन की झड़ी
मोती की लड़ी हीरे से जड़ी
जब रात हुई फिर बात बढ़ी
मेरे दिल पे पड़ी जादू की छड़ी
जादू कोई चला गई है सीटी बजा के
मेरे होश तू उड़ा गई है सीटी बजा के
पागल मुझे बना …
दिलबर है मेरा चितचोर बड़ा
मेरे पीछी पड़ा दिल लेके उढ़ा
दिखने में बड़ा है तू चिकना घड़ा
मैं हार गई अँखियों को लड़ा
मैं लिखा पढ़ा मुझको ना पढ़ा
नखरे ना दिखा गुस्सा ना चढ़ा
तेरे रस्ते में हूँ मैं कबसे खड़ा
बाहों में तू आ चल हाथ बढ़ा
हो हथकड़ियां तू लगा गया है सीटी बजा के
मेरा यार मुझपे छा गया है सीटी बजा के
पागल मुझे बना …
pāgal mujhe banā gayā hai sīṭī bajā ke
chakkar koī chalā gayā hai sīṭī bajā ke
soī thī maiṅ jagā gayā hai sīṭī bajā ke
nīṅdeṅ merī uṛā gayā hai sīṭī bajā ke
pāgal mujhe banā gaī hai sīṭī bajā ke
chakkar koī chalā gaī hai sīṭī bajā ke
soyā thā maiṅ jagā gaī hai sīṭī bajā ke
nīṅdeṅ merī uṛā gaī hai sīṭī bajā ke
pāgal mujhe banā …
mastī se bharī tū mast baṛī
terī zulf khulī khuśhbū sī uṛī
jab āṇkh laṛī ik jaṅg chhiṛī
tū zid pe aṛī ziddī hai baṛī
maiṅ uṛtī pavan sāvan kī jhaṛī
motī kī laṛī hīre se jaṛī
jab rāt huī phir bāt baṛhī
mere dil pe paṛī jādū kī chhaṛī
jādū koī chalā gaī hai sīṭī bajā ke
mere hośh tū uṛā gaī hai sīṭī bajā ke
pāgal mujhe banā …
dilbar hai merā chitchor baṛā
mere pīchhī paṛā dil leke uṛhā
dikhne meṅ baṛā hai tū chiknā ghaṛā
maiṅ hār gaī aṇkhiyoṅ ko laṛā
maiṅ likhā paṛhā mujhko nā paṛhā
nakhre nā dikhā gussā nā chaṛhā
tere raste meṅ hūṇ maiṅ kabse khaṛā
bāhoṅ meṅ tū ā chal hāth baṛhā
ho hathkaṛiyāṅ tū lagā gayā hai sīṭī bajā ke
merā yār mujhpe chhā gayā hai sīṭī bajā ke
pāgal mujhe banā …