अजनबी तुम जाने पहचाने से लगते हो
अजनबी, तुम जाने पहचाने से लगते हो
ये बड़ी अजीब सी बात है, के नयी नयी मुलाकात है
फिर भी जाने क्यों, अजनबी ...
तुम ने कभी प्यार किया था किसी राही से
तुम ने कभी वादा किया था, किसी साथी से
न वो प्यार रहा, न वो बात रही
फिर भी जाने क्यों, अजनबी ...
दिल में रहे, और हमारा दिल तोड़ दिया
साथ चले, मोड़ पे आ के हमें छोड़ दिया
तुम हो कहीं और हम कहीं
फिर भी जाने क्यों, अजनबी ...
ajanbī, tum jāne pahchāne se lagte ho
ye baṛī ajīb sī bāt hai, ke nayī nayī mulākāt hai
phir bhī jāne kyoṅ, ajanbī ...
tum ne kabhī pyār kiyā thā kisī rāhī se
tum ne kabhī vādā kiyā thā, kisī sāthī se
na vo pyār rahā, na vo bāt rahī
phir bhī jāne kyoṅ, ajanbī ...
dil meṅ rahe, aur hamārā dil toṛ diyā
sāth chale, moṛ pe ā ke hameṅ chhoṛ diyā
tum ho kahīṅ aur ham kahīṅ
phir bhī jāne kyoṅ, ajanbī ...