Aise to naa dekho ke, bahak jaaye kahee ham

ऐसे तो ना देखो के, बहक जाये कही हम
Year
Language

ऐसे तो ना देखो के बहक जाए कही हम
आख़िर को एक इन्सां है, फरिश्ता तो नहीं हम
हाय, ऐसी ना कहो बात के मर जाए यहीं हम
आख़िर को एक इन्सां है, फरिश्ता तो नहीं हम
अंगड़ाई सी लेती है जो खुशबू भरी जुल्फ़े
गिरती है तेरे सुर्ख लबोंपर तेरी जुल्फ़े
जुल्फ़े ना तेरी चूम लें, ऐ माहजबीं हम
आख़िर को एक इन्सां है, फरिश्ता तो नहीं हम
सुन सुन के तेरी बात नशा छाने लगा है
खुद अपने पे भी प्यार सा कुछ आने लगा है
रखना है कहीं पाँव तो, रखते है कहीं हम
आख़िर को एक इन्सां है, फरिश्ता तो नहीं हम
फ़िका सा रुख-ए-नाज, ये हल्का सा पसीना
ये नाचती आँखों के भंवर, दिल का सफ़िना
सोचा है के अब डूब के रह जाए यही हम

aise to nā dekho ke bahak jāe kahī ham
ākhir ko ek insāṅ hai, phariśhtā to nahīṅ ham
hāy, aisī nā kaho bāt ke mar jāe yahīṅ ham
ākhir ko ek insāṅ hai, phariśhtā to nahīṅ ham
aṅgaṛāī sī letī hai jo khuśhbū bharī julfe
girtī hai tere surkh laboṅpar terī julfe
julfe nā terī chūm leṅ, ai māhajbīṅ ham
ākhir ko ek insāṅ hai, phariśhtā to nahīṅ ham
sun sun ke terī bāt naśhā chhāne lagā hai
khud apne pe bhī pyār sā kuchh āne lagā hai
rakhnā hai kahīṅ pāṇv to, rakhte hai kahīṅ ham
ākhir ko ek insāṅ hai, phariśhtā to nahīṅ ham
fikā sā rukh-e-nāj, ye halkā sā pasīnā
ye nāchtī āṇkhoṅ ke bhaṅvar, dil kā safinā
sochā hai ke ab ḍūb ke rah jāe yahī ham