ऐसा समा ना होता, कुछ भी यहाँ ना होता
ऐसा समा ना होता, कुछ भी यहाँ ना होता
मेरे हमराही जो तुम ना होते
मौसम ये ना आता, यूँ ना छाती ये घटा
ऐसे गुनगुनाती यूँ ना गाती ये हवा
गुल शबनम के मोती ना पिरोते
मेरे हमराही जो तुम ना होते
राहें वो ही, वादी वो ही, बदला कुछ नहीं
फिर भी तेरे मिलने से है दुनिया क्यों हसीन
कहीं ख्वाबों में हम गुम ना होते
मेरे हमराही जो तुम ना होते
हम तुम जो ना मिलते, तो न छाता ये नशा
होता कुछ भी होता, ये ना होता जो हुआ
यहाँ मिलके ना दिल ऐसे खोते
मेरे हमराही जो तुम ना होते
aisā samā nā hotā, kuchh bhī yahāṇ nā hotā
mere hamrāhī jo tum nā hote
mausam ye nā ātā, yūṇ nā chhātī ye ghaṭā
aise gungunātī yūṇ nā gātī ye havā
gul śhabnam ke motī nā pirote
mere hamrāhī jo tum nā hote
rāheṅ vo hī, vādī vo hī, badlā kuchh nahīṅ
phir bhī tere milne se hai duniyā kyoṅ hasīn
kahīṅ khvāboṅ meṅ ham gum nā hote
mere hamrāhī jo tum nā hote
ham tum jo nā milte, to na chhātā ye naśhā
hotā kuchh bhī hotā, ye nā hotā jo huā
yahāṇ milke nā dil aise khote
mere hamrāhī jo tum nā hote