अब से पहले तो ये दिल की हालत न थी
अब से पहले तो ये दिल की हालत न थी
आज क्या हो गया, आज क्या हो गया
ज़िंदगी दूसरों की अमानत न थी
आज क्या हो गया, आज क्या हो गया
कोई देखे हमें, कोई चाहे हमें, और सराहे हमें
ये तमन्ना ये ख़्वाहिश ये हसरत न थी, आज क्या हो गया
अपने अंदाज़ पर नाज़ करते थे हम हमको अपनी कसम
ग़ैर से बात करने की फ़ुरसत न थी आज क्या हो गया
ab se pahle to ye dil kī hālat na thī
āj kyā ho gayā, āj kyā ho gayā
ziṅdgī dūsroṅ kī amānat na thī
āj kyā ho gayā, āj kyā ho gayā
koī dekhe hameṅ, koī chāhe hameṅ, aur sarāhe hameṅ
ye tamannā ye khvāhiśh ye hasrat na thī, āj kyā ho gayā
apne aṅdāz par nāz karte the ham hamko apnī kasam
ġhair se bāt karne kī furasat na thī āj kyā ho gayā