Ab ke saavan aise barse, bah jaaye rang meree chunar se

अब के सावन ऐसे बरसे, बह जाये रंग मेरी चुनर से
Year
Language

अब के सावन ऐसे बरसे, बह जाये रंग मेरी चुनर से
भीगे तन मन जियरा तरसे, जम के बरसे जरा
रुत सावन की, घटा सावन की, ऐसे जमके बरसे
अब के सावन ऐसे बरसे, बह जाये रंग मेरी चुनर से
भीगे तन मन जियरा तरसे, जम के बरसे जरा
झड़ी बरखा की, लड़ी बूंदों की, टूट के यूँ बरसे
पहले प्यार की पहली बरखा कैसी आस जगाये
बारिशें पीने दो मुझ को, मन हरा हो जाये
प्यासी धरती, प्यासे अरमां, प्यासा है आसमां
भीगने दो हर गली को, भीगने दो जहां
अब के सावन ...
लाज बदरी की बिखर के मोती बन झर जाये
भीग जाये सजना मेरा लौट के घर आये
दूरियों का नहीं यह मौसम, आज हैं वह कहा
मखमली सी यह पुहारें उड़ रही हैं यहाँ
अब के सावन ...

ab ke sāvan aise barse, bah jāye raṅg merī chunar se
bhīge tan man jiyrā tarse, jam ke barse jarā
rut sāvan kī, ghaṭā sāvan kī, aise jamke barse
ab ke sāvan aise barse, bah jāye raṅg merī chunar se
bhīge tan man jiyrā tarse, jam ke barse jarā
jhaṛī barkhā kī, laṛī būṅdoṅ kī, ṭūṭ ke yūṇ barse
pahle pyār kī pahlī barkhā kaisī ās jagāye
bāriśheṅ pīne do mujh ko, man harā ho jāye
pyāsī dhartī, pyāse armāṅ, pyāsā hai āsmāṅ
bhīgne do har galī ko, bhīgne do jahāṅ
ab ke sāvan ...
lāj badrī kī bikhar ke motī ban jhar jāye
bhīg jāye sajnā merā lauṭ ke ghar āye
dūriyoṅ kā nahīṅ yah mausam, āj haiṅ vah kahā
makhamlī sī yah puhāreṅ uṛ rahī haiṅ yahāṇ
ab ke sāvan ...