आये हैं समझाने लोग
हैं कितने दीवाने लोग
दैर-ओ-हरम में चैन जो मिलता
क्यूँ जाते मयखाने लोग
जान के सब कुछ, कुछ भी ना जाने
हैं कितने अन्जाने लोग
वक़्त पे काम नहीं आते हैं
ये जाने पहचाने लोग
अब जब मुझको होश नहीं है
आये हैं समझाने लोग
हैं कितने दीवाने लोग
आये हैं समझाने लोग
Work
Language
āye haiṅ samjhāne log
haiṅ kitne dīvāne log
dair-o-haram meṅ chain jo miltā
kyūṇ jāte maykhāne log
jān ke sab kuchh, kuchh bhī nā jāne
haiṅ kitne anjāne log
vaqt pe kām nahīṅ āte haiṅ
ye jāne pahchāne log
ab jab mujhko hośh nahīṅ hai
āye haiṅ samjhāne log
haiṅ kitne dīvāne log