Aansoo samajh ke kyon mujhe aankh se tumne giraa diyaa

आँसू समझ के क्यों मुझे आँख से तुमने गिरा दिया
Work
Year
Language

आँसू समझ के क्यों मुझे आँख से तुमने गिरा दिया
मोती किसी के प्यार का मिट्टी में क्यों मिला दिया

जो ना चमन में खिल सका मैं वो गरीब फूल हूँ
जो कुछ भी हूँ बहार की छोटीसी एक भूल हूँ
जिस ने खिला के खुद मुझे, खुद ही मुझे भूला दिया

मेरी खता माफ़ मैं भूले से आ गया यहाँ
वर्ना मुझे भी है खबर, मेरा नहीं है ये जहां
डूब चला था नींद में, अच्छा किया जगा दिया

āṇsū samajh ke kyoṅ mujhe āṇkh se tumne girā diyā
motī kisī ke pyār kā miṭṭī meṅ kyoṅ milā diyā

jo nā chaman meṅ khil sakā maiṅ vo garīb phūl hūṇ
jo kuchh bhī hūṇ bahār kī chhoṭīsī ek bhūl hūṇ
jis ne khilā ke khud mujhe, khud hī mujhe bhūlā diyā

merī khatā māf maiṅ bhūle se ā gayā yahāṇ
varnā mujhe bhī hai khabar, merā nahīṅ hai ye jahāṅ
ḍūb chalā thā nīṅd meṅ, achchhā kiyā jagā diyā