आँखों ही आँखों में इशारा हो गया
र: (आँखों ही आँखों में इशारा हो गया
बैठे बैठे जीने का सहारा हो गया ) - 2
आँखों ही आँखों में …
गी: गाते हो गीत क्यूँ, दिल पे क्यूँ हाथ है
खोए हो किस लिये, ऐसी क्या बात है
ये हाल कब से तुम्हारा हो गया
र: आँखों ही … - 2
गी: चलते हो झूम के, बदली है चाल भी
नैंनों में रंग है, बिखरे हैं बाल भी
किस दिलरुबा का नज़ारा हो गया
र: आँखों ही … - 2
गी: अब ना वो ज़ोर है, अब ना वो शोर है
हमको है सब पता, दिल में क्या चोर है
ये चोर कब से गवारा हो गया
र: आँखों ही … - 2
गी: कैसा ये प्यार है, कैसा ये नाज़ है
हम भी तो कुछ सुनें, हमसे क्या राज़ है
अच्छा तो ये दिल हमारा हो गया
र: आँखों ही … - 2
ra: (āṇkhoṅ hī āṇkhoṅ meṅ iśhārā ho gayā
baiṭhe baiṭhe jīne kā sahārā ho gayā ) - 2
āṇkhoṅ hī āṇkhoṅ meṅ …
gī: gāte ho gīt kyūṇ, dil pe kyūṇ hāth hai
khoe ho kis liye, aisī kyā bāt hai
ye hāl kab se tumhārā ho gayā
ra: āṇkhoṅ hī … - 2
gī: chalte ho jhūm ke, badlī hai chāl bhī
naiṅnoṅ meṅ raṅg hai, bikhre haiṅ bāl bhī
kis dilrubā kā nazārā ho gayā
ra: āṇkhoṅ hī … - 2
gī: ab nā vo zor hai, ab nā vo śhor hai
hamko hai sab patā, dil meṅ kyā chor hai
ye chor kab se gavārā ho gayā
ra: āṇkhoṅ hī … - 2
gī: kaisā ye pyār hai, kaisā ye nāz hai
ham bhī to kuchh suneṅ, hamse kyā rāz hai
achchhā to ye dil hamārā ho gayā
ra: āṇkhoṅ hī … - 2