Aaj kal paanv zameen par naheen parte mere

आज कल पाँव ज़मीं पर नहीं पड़ते मेरे
Work
Year
Language

(आज कल पाँव ज़मीं पर नहीं पड़ते मेरे
बोलो देखा है कभी तुमने मुझे उड़ते हुए) -2
आज कल पाँव ज़मीं पर नहीं पड़ते मेरे

जब भी थामा है तेरा हाथ तो देखा है -2
लोग कहते हैं के बस हाथ की रेखा है
हमने देखा है दो तक़दीरों को जुड़ते हुए
आज कल पाँव्…

नींद सी रहती है, हलका सा नशा रहता है
रात-दिन आँखों में इक चहरा बसा रहता है
पर लगी आँखों को देखा है कभी उड़ते हुए
आज कल पाँव्…

जाने क्‌या होता है हर बात पे कुछ होता है
दिन में कुछ होता है और रात में कुछ होता है
थाम लेना जो कभी देखो हमें उड़ते हुए
आज कल पाँव्…

आज कल पाँव ज़मीं पर नहीं पड़ते मेरे

(āj kal pāṇv zamīṅ par nahīṅ paṛte mere
bolo dekhā hai kabhī tumne mujhe uṛte hue) -2
āj kal pāṇv zamīṅ par nahīṅ paṛte mere

jab bhī thāmā hai terā hāth to dekhā hai -2
log kahte haiṅ ke bas hāth kī rekhā hai
hamne dekhā hai do taqdīroṅ ko juṛte hue
āj kal pāṇv…

nīṅd sī rahtī hai, halkā sā naśhā rahtā hai
rāt-din āṇkhoṅ meṅ ik chahrā basā rahtā hai
par lagī āṇkhoṅ ko dekhā hai kabhī uṛte hue
āj kal pāṇv…

jāne k‌yā hotā hai har bāt pe kuchh hotā hai
din meṅ kuchh hotā hai aur rāt meṅ kuchh hotā hai
thām lenā jo kabhī dekho hameṅ uṛte hue
āj kal pāṇv…

āj kal pāṇv zamīṅ par nahīṅ paṛte mere