आज कल पाँव जमींपर नहीं पडते मेरे
आज कल पाँव जमींपर नहीं पड़ते मेरे
बोलो देखा है कभी तुमने मुझे उड़ते हुए
जब भी थामा है तेरा हाथ तो देखा है
लोग कहते हैं की बस हाथ की रेखा है
हम ने देखा है दो तकदीरों को जुड़ते हुए
नींद सी रहती है, हल्कासा नशा रहता है
रात दिन आँखों में एक चेहरा बसा रहता है
परलगी आँखों को देखा हैं कभी उड़ते हुए
जाने क्या होता है, हर बात पे कुछ होता है
दिन में कुछ होता है और रात में कुछ होता है
थाम लेना जो कभी देखो हमे उड़ते हुए
āj kal pāṇv jamīṅpar nahīṅ paṛte mere
bolo dekhā hai kabhī tumne mujhe uṛte hue
jab bhī thāmā hai terā hāth to dekhā hai
log kahte haiṅ kī bas hāth kī rekhā hai
ham ne dekhā hai do takdīroṅ ko juṛte hue
nīṅd sī rahtī hai, halkāsā naśhā rahtā hai
rāt din āṇkhoṅ meṅ ek chehrā basā rahtā hai
paralgī āṇkhoṅ ko dekhā haiṅ kabhī uṛte hue
jāne kyā hotā hai, har bāt pe kuchh hotā hai
din meṅ kuchh hotā hai aur rāt meṅ kuchh hotā hai
thām lenā jo kabhī dekho hame uṛte hue