Aah oonh aaooch ... main hoon larkee kunvaaree

आह ऊंह आऊच ... मैं हूँ लड़की कुंवारी
Year
Language

आह ऊंह आऊच आह ऊंह आऊच
मैं हूँ लड़की कुंवारी तू कुंवारा लड़का
आह ऊंह आऊच
तुझे प्यार में लगा दूं मैं पंजाबी लड़का
आह ऊंह आऊच
तुझे प्यार की बीमारी तेरा रोग है भारी
किसी doctor को तू जल्दी से बुला
ऐ आह ऊंह आऊच
मैं हूँ लड़की …

मेरा यार अनाड़ी है पक्‌का
मैं कैसे करूं आडी टप्पा
हाय भरी जवानी में देखो
मेरा आशिक़ हो गया बुढ्ढा
मैं सीधा सादा हूं सच्चा
मैं मस्त कुंवारा हूँ अच्छा
मेरी इज्जत पे न कर हमला
न दे शादी का तू गच्चा
हो तेरे सदके मैं वारी
मैं हूं कन्या कुंवारी
मुझे जल्दी से तू दुल्हन बना आ आ ऐ
ऐ मैं हूँ लड़की …

तू हद से आगे बढ़ गई है
तू ज़िद पे अपनी अड़ गई है
तू छोड़ दे बाबा जान मेरी
तू पीछे मेरे पड़ गई है
तू बड़ा सलोना है लड़का
तुझे देख देख ये दिल धड़का
तूने दिल में आग लगा दी है
पर उसपे पानी ना छिड़का
चढ़ी तुझको खुमारी
तू है चलती कटारी
मेरे रब्बा मेरी जान बचा हां हां
मैं हूँ लड़की …

āh ūṅh āūch āh ūṅh āūch
maiṅ hūṇ laṛkī kuṅvārī tū kuṅvārā laṛkā
āh ūṅh āūch
tujhe pyār meṅ lagā dūṅ maiṅ paṅjābī laṛkā
āh ūṅh āūch
tujhe pyār kī bīmārī terā rog hai bhārī
kisī doctor ko tū jaldī se bulā
ai āh ūṅh āūch
maiṅ hūṇ laṛkī …

merā yār anāṛī hai pak‌kā
maiṅ kaise karūṅ āḍī ṭappā
hāy bharī javānī meṅ dekho
merā āśhiq ho gayā buḍhḍhā
maiṅ sīdhā sādā hūṅ sachchā
maiṅ mast kuṅvārā hūṇ achchhā
merī ijjat pe na kar hamlā
na de śhādī kā tū gachchā
ho tere sadke maiṅ vārī
maiṅ hūṅ kanyā kuṅvārī
mujhe jaldī se tū dulhan banā ā ā ai
ai maiṅ hūṇ laṛkī …

tū had se āge baṛh gaī hai
tū zid pe apnī aṛ gaī hai
tū chhoṛ de bābā jān merī
tū pīchhe mere paṛ gaī hai
tū baṛā salonā hai laṛkā
tujhe dekh dekh ye dil dhaṛkā
tūne dil meṅ āg lagā dī hai
par uspe pānī nā chhiṛkā
chaṛhī tujhko khumārī
tū hai chaltī kaṭārī
mere rabbā merī jān bachā hāṅ hāṅ
maiṅ hūṇ laṛkī …