Aa lahraae jiyaa ... balkhaae jiyaa

आ लहराए जिया ... बलखाए जिया
Work
Year
Language

आ आ आ
लहराए जिया लहराए बल खाए जिया बल खाए
लहराए जिया बल खाए जिया आई है घड़ी शरमाने की -2
अब तुमसे सनम ले लेंगे क़सम फिर बात न करना जाने की -2

सपनों में सदा तुम आते थे आते थे -2
( फिर आ के चले क्‌यों जाते थे ) -2 क्‌यों जाते थे
हम जान गए पहचान गए ये ही अदा है तड़पाने की
आई है घड़ी …

फिर दूर हुए सब शिक़वे-गिले शिक़वे-गिले
आ आ आ फिर दूर हुए सब शिक़वे-गिले शिक़वे-गिले
हम तुम पे मरें क्‌यों प्यार करें ये बात नहीं समझाने की
आई है घड़ी …

शरमा के चली है तन्हाई तन्हाई -2
बाजेगी अब मधुर शहनाई -2
झुक-झुक के नज़र देती है ख़बर ओ जान-ए-जिगर तेरे आने की -2
लहराए जिया बल …

ā ā ā
lahrāe jiyā lahrāe bal khāe jiyā bal khāe
lahrāe jiyā bal khāe jiyā āī hai ghaṛī śharmāne kī -2
ab tumse sanam le leṅge qasam phir bāt na karnā jāne kī -2

sapnoṅ meṅ sadā tum āte the āte the -2
( phir ā ke chale k‌yoṅ jāte the ) -2 k‌yoṅ jāte the
ham jān gae pahchān gae ye hī adā hai taṛpāne kī
āī hai ghaṛī …

phir dūr hue sab śhiqve-gile śhiqve-gile
ā ā ā phir dūr hue sab śhiqve-gile śhiqve-gile
ham tum pe mareṅ k‌yoṅ pyār kareṅ ye bāt nahīṅ samjhāne kī
āī hai ghaṛī …

śharmā ke chalī hai tanhāī tanhāī -2
bājegī ab madhur śhahnāī -2
jhuk-jhuk ke nazar detī hai khabar o jān-e-jigar tere āne kī -2
lahrāe jiyā bal …